Hello Dosto aap log kaise hai mai ummid karta hu ke aap log thik honge aaj ka ye article kafi khas aur helpfull hai kiyu ki aaj ke is article me maine aap sabhi ko bataya hai ki aap log HTML BOX ko kis trah se apne blog ke post me HTML BOX ko kaise lagate hai ye sab janne Ke Liye aap is article ko achche se read kare take aap ko ise lagane me kisi bhi trah ki preshani nahi ho to chalye suru karte hai. BLOG KE POST ME HTML BOX KAISE LAGATE HAI
BLOG KE POST ME HTML BOX KAISE LAGATE HAI | HTML BOX POST ME KAISE LAGAYE |
Dosto sabse pahale hame ye pata hona chahiye ki hame HTML BOX ki jarurat kyo hoti hai to dosto me apko bata dena chahta hu ke agar hame blog ke kisi post me kabhi koi code dena ho jis ko koi bhi copy kar sake or achhi tarah aap laga sake or hamara post sundar lage to ham log iska used karte hai ab aap log samjh gaye hone ki ham blog me iska used kyu karte hai. To ab chalye dosto me aap ko batate hai ki isse apne blog ke post me kis tarah se laga sakte hai.
BLOG KE POST ME HTML BOX KAISE LAGATE HAI
FIRST STEP – Is ko apne blog post me lagana bahut hi asan hai bas mere niche diye gaye code ko copy kare or apne post ko edit kare ya new post me jaye bas aap ka post edit ho jayega aur aap jaha par bhi lagana chahte hai to is code ko paste karde or aap ko ek bat ka khayal rakhana hoga ki aap jo code copy kiye hai wo code HTML me hai to aap ko apne post ke HTML BOX CODING me jana hoga tab ise aap paste kar de bas aapko itna hi karna hai to dosto ab aap niche diye box me jaye aur is code ko copy karke asani ke sath apne post me used kariye .
Niche comment box me comment kar Aap apni baat Hum tak pahuncha sakte hai. ConversionConversion EmoticonEmoticon