Flipkart free delivery Trick 2019: ke is Article me Aap logo ko Hindi me jankari Milegi Is Article me Aap janenge ki
- Flipkart Free Delivery Trick
- Flipkart Free Delivery Trick 2019 Latest
- Flipkart Free Delivery Trick in Hindi
- Flipkart Delivery Charge above 500
- Flipkart Full Guide In Hindi
- Flipkart Delivery Rules
- Flipkart Delivery charge Free Coupon
- Flipkart Free Delivery eligibility
Flipkart Free Delivery Trick 2019 Full Guide in Hindi |
Agar ham logo ko shopping Karni ho ya hame koi Saman kharidni ho to ham sabhi ne Dekha hai kirs. 500 rupees se kam ka agar purchasing karte hai to hame Delivery charge dena padta hai Aaj ke is Article me apko Delivery charge kaese bachaye uski jankari diya hun.
Flipkart Free Delivery Trick 2019 Latest:
Online Shopping karne ke liye aur koi saman purchasing
karne ke liye bahut si trick hoti hai, inme
se hi me apko Flipkart free delivery trick work kese karti hai. Me aapko bilkul
tested Tarika used karne ke liye full guide niche di Gayi hai
Flipkart Free Delivery Trick in Hindi
Agar aap log
Flipkart se koi bhi saman order kar rahe hai or agar wo total Rs 500 se jayada
cost ka hai tab hame koi bhi Flipkart Free Delivery Trick ki jarurat nahi hai. Kyunki
is condition me Delivery charge nhi lagta hai.
Aur aap log ashan tarike se
Flipkart se order place kar payenge.
Flipkart Delivery charge above 500
Jesa ki mene
upar bataya hai RS 500 rupee se above cost ka saman kharidte hai to apko kisi
bhi haal me flipkart delivery charge nhi lagega
Lekin aapne
500 rupee se kam ka saman order kiya hai tab aapko is trick ki jarurat padegi.
Example:
Jese aapko agar koi product flipkart se order karna hai jiski kimat 200 rupee
hai par aap dekhenge order karte time ki 40 rupees india me extra delivery charge
lag rahe hote hai.
Tab is condition me
apko kya karna chaiye ye sawal ham sabhi ke man me hote hai aisa is liye sawal
hamare man me aate hai kyunki ham Indian online shopping karte time sirf
product ka hi cost dena pasand karte hai faltu ka paise dena nhi chahte aisa
karna bhi chaiye aur kuchh log aisa karte bhi hai.
Par aisa
karne ke liye apko jo product buy karna hai uske sath apko koi dusri product
bhi apne flipkart account ke cart me add karna hoga aur apko is baat ka dhyan
rakhna hoga ki dono product ko mila kar total amount rs 500 se adhik ho jaye.
Aur
sath me ye bhi dhayan rakhna hoga ki jo product aap Flipkart account ke cart me
add karna chahte hai wo flipkart assured marked ho.
Jab aap cart
me add kar lete hai phir aapko apna shipping address fill karke Cash on
Delivery ( COD) se order place kar dena hai. Ab ap soch rahe honge ye kesi
trick hui Mujhe 2 nd product leni hi nhi thi bekar me paise lagwa dega to aap
galat Soch hai.
me aap ko sirf delivery charge na dena pade aura ap sirf apni man
pasand chij hi kharide jo apko jaruri ho is liye ye article likha hu.
flipkart
free delivery trick ye hai ki dhayn se ise padiyega apne jo order place kiya hai
aur jo product apke liye jaruri hai jise aap buy karna chahte hai usko chhod
kar dusre product jise aap buy nhi karna chahte the phir bhi order place karte
time karna pada us product ko cancle kar dijiye select kar ke.
Ab ham log Flipkart Free Delivery
Trick 2019 full guide step by step samaj lete hai.
Flipkart Full Guide In Hindi
Step First: apne mobile me Flipkart App ko download kare.
Step Second: Ab jo bhi product aap ko
karidni ho use search kare.
Step Third: Ab aap ko jo product sach
me kharidni ho use apne cart me add kare Jese mene 200 rs ka product add kiya
hai.
Step Fourth: Ab koi Aisa product
search kare jise apko nhi kharidni hai uski kimat dono product mila kar total
500 ya usse adhik ho Jaye.
App log niche image me dekh sakte hai
dono product ki kimat rs 500 se adhik ho gayi hai. Jiske karan jo delivery charge
lagna tha wo ab nhi lagega.
Note: Iss Baat ka yaha dhayaan rakhe
ki jo second product hai wo Flipkart assured ho nahi to ye trick kaam nhi
karegi.
Step Fifth: Ab Total product cost rs
500 above ho jane ke baad COD se order kar dijiye.
Step Six: Order place complete hone ke
baad, jo Second product aap nhi lena chahte use cancle kar de.
Iss parkaar aapko rs 500 rupee se kam
ka product bhi bina delivery charge ke mil jayega.
Flipkart Delivery Rules
Flipkart Delivery Rules India me alag-alag
dekhne ko milegi kahi kyunki ye product pe depend karta hai. Generally flipkart
delivery rules ke anusaar flipkart delivery charge kuch product pe rs 40 aur
kuch pe rs 50 rupees dena hota hai.
Aur agar aap 500 se above ka product buy
kar lete hai to aap koi bhi delivery charge nhi dena hoga ye flipkart delivery ka
rules hai.
Flipkart Delivery Charge Free Coupon
Flipkart festival ke time kuchh
coupon lounch karti hai product ke advertise ke liye jo ki aapko product book
karte time used karna hota hai jisse ki aapko uss product ke liye thode kam
paise dene padenge.
kahne ka matlab hai kuch paise discount kar diye jate hai
coupan applay karne pe ye coupon aap log online search bhi kar sakte hai coupon
ki site pe.
Aap thodi mehant karne pe ashani se coupon mil jayenge kisi na kisi
coupon site pe jise used kar aap ashani se discount paa sakte hai. Festival ke
time me aplogo ko adhik coupon mil jayenge agar aap thodi si mehant karte hai tab.
Flipkart Free Delivery Eligibility
Flipkart free delivery eligibility ka matlab
hua ki deliverd product pe koi extra cost na dena pade. Yani sirf product ka
cost dena pade iski eligibility ye hai ki apke product ka cost rs 500 ya rs
500+ above honi chaiye tabhi aapko koi bhi product flipkart se free delivery
hoga nhi to nhi hoga.
Agar rs 500+ hai to aap flipkart free delivery ke liye
eligibility ko full fill karte hai.
Dosto aap sabi ko ye Article Flipkart
Free Delivery Trick 2019 Full Guide In Hindi me kaisa laga hame comment kar ke
jarur bataye.
Aur is post ko apne family aur doston ke sath share jarur kare
taki hame hosla aur Khushi mile aisi rochak jankari aur bhi aage laa paun aapke
liye. Aur aap iska bharpur labh utha paayen.
Disclaimer:
Ye Sabhi
Trick sirf Educational purpose ke liye hai, loot11.online iska badawa
nhi karta hai. Iska birodh karta hai. Aap Iss Flipkart Free Delivery Trick ko 5 Baar se adhik use naa kare. Nahi to apka Flipkart account block bhi ho sakta
hai. Agar aap sabhi ko ye Trick use karna hi hai to aap log New Account bana
kar try kare.
1 टिप्पणियाँ:
Click here for टिप्पणियाँAapki jitni bhi post hai bahut hi jabardast rahta hai. beltron ke liye jaruri suchna
Niche comment box me comment kar Aap apni baat Hum tak pahuncha sakte hai. ConversionConversion EmoticonEmoticon